Singers: Darshan Raval, Antara Mitra Music Director: Pritam Chakraborty, Ishaan Chhabra Genres: Love Director: Imtiaz Ali Music Label: Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd(C) 2019 Starring: Karthik Aaryan, Sara Ali Khan Release on: 14th Feb, 2020
Lyrics in English:
Chaahiye kisi saaye mein jagah Chaaha bahut baar hai Na kahin kabhi mera dil lagaa Kaisa samajhdaar hai
Main na pohchun kyun wahaan pe Jaana chaahun main jahaan Main kahaan kho gaya Aisa kya ho gaya
O mehrama, kya mila Yun juda hoke bata O mehrama, kya mila Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi Na khabar apni rahi Na raha tera pata
O mehrma, kya mila Yun juda hoke bata
Jo shor ka hissa hooni Woh aawaz hoon Logon mein hoon Par tanha hoon main Haan tanha hoon main
Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe Bolo magar na baatein karun Ye kya hoon main
Sab hai lekin main nahi hoon Woh jo thoda tha kami Woh hawa ho gaya Kyu khafa ho gaya
O mehrma, kya mila Yun juda hoke bata O mehrama, kya mila Yun juda hoke bata
Na khabar apni rahi Na khabar apni rahi Na raha tera pata O meherma, kya mila Yun juda hoke bata
---------------------------------------
लिरिक्स हिन्दी मे
चाहिए किसी साए में जगह चाहा बहुत बार है ना कहीं कभी मेरा दिल लगा कैसा समझदार है
मैं ना पोहचुन क्यूँ वहाँ पे जाना चाहूं मैं जहाँ मैं कहाँ खो गया ऐसा क्या हो गया
0 Comments